11)Shah nama ki sinf shayiri k kis zumray mein aati hai?
Rizmiya
12)Khawaja banda nawaz gaisoo daraz ka ziker kis kitab mein hai?
Urdu ki ibtedaai nashonuma mein soofiya e karam ka hissa
13)Taareekh e adbiyaat e pak o hind k kisi aik murateb ka naam likhen.
Fayyaz Mehmood
14)Taloo e Islam Iqbal k kis majmooye mein shamil hai?
Baang e dara
15)Mayi Taajo Ahmad nadeem Qasmi k kis afsanay ka markazi kirdar hai?
Kapas ka phool
16)Manzil e shab kis ki tasneef hai?
Mukhtar Saddique
17)Udas naslen kitnay abwaab per mushtamil hai?
50
18)Khakim ba'dehan mein kitnay khakay aur mazahiye shamil hain?
8
19)Kapas ka phool mein kitnay afsanay shamil hain?
17
20)chand ham aser mein kitnay khaakay shamil hain?
24
Pages
▼