PPSC Urdu Solved MCQS

1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.
Shahnama Islam

2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.
Mushtaq Ahmad Yousafi

3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.
Mukhtar sadiiqui

4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.
Ch.Afzal haq

5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?
Shab e rafta

6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa hai
Mirza Ghalib

7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
Sir Syed Ahmad khan

8)Heart Attack______ki nazm hai.
Faiz Ahmad faiz

9)Naeem_____ka kirdaar hai.
Udaas naslen

10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
Mirza Ghalib

11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.
Ch.Afzal haq

12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
1930

13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
Faiz Ahmad Faiz

14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.
Iqbal

15)"be'khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna"______ka sher hai
Meer taqi Meer

16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.
Raja Gidh

17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
 

Anjuman e Panjab

18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kia
 

Syed Suleman Nadvi

19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
 

Faiz Ahmad faiz