aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib
Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?
8
Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6
Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4
Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi
Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th
"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971
Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)
Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri
Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji
chand ham aser mash'hoor adeebon k____hain
khaakay
_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib
______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi
_____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam
Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3
Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka
Solved MCqs Papers Notes of Urdu for NTS and SPSC Tests
Share this
Related Articles :
URDU MCQS PAPER 2 URDU soled MCQS PAPER 21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____haikhawb o khayal22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik s ...
General Knowledge of Urdu for CSS PMS PPSC NTs11)Shah nama ki sinf shayiri k kis zumray mein aati hai? Rizmiya12)Khawaja banda nawaz gaisoo daraz ka ziker kis kitab mein hai?& ...
Famous Urud Books And their Authorsali pur ka aili: mumtaz mufti khoon-e-jigar honay tak:fazal kareem fazli bari bari ankhein:opandar naath darama shakantila: kali da ...
Famous Urdu Books Famous Urdu Books Seerat-un-nabi(pbuh) 1:-seerat-un-nabi(pbuh) by sibli nomani/salman nadvi 2:-Rahmatalil alameen(pbuh) by ...
PPSC Urdu Solved MCQS1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.Shahnama Islam2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.Mushtaq ...
Join us For Updates
Pages
Popular Posts
-
English Notes:Complete Notes for Preparation of English Tests/Examinations by various departments like PPSC,SPSC,NTS,CSS,PMS,KPPSC,BPSC,AJK...
-
1. The river Danube rises in which country? Germany. 2. Which US state has the sugar maple as its state tree and is the leading US producer...
-
Urdu Notes:Complete Notes for Preparation of Urdu Tests/Examinations by various departments like PPSC,SPSC,NTS,CSS,PMS,KPPSC,BPSC,AJKPSC,CO...
-
Agriculture 2010 Part I Q.1. Select the best option/answer and fill in the appropriate box on the Answ...
-
1. UNIVAC is A) Universal Automatic Computer B) Universal Array Computer C) Unique Automatic Computer D) Unvalued Automatic Computer 2. ...
-
Math MCQS notes book for PPSC and NTS . All solved Mcqs of math for ppsc and nts
-
Aslam-o-Alaikum !!! Watch video and click on link and join ! Take patient and earn Link for join https://goo.gl/eygfw1
-
Pakistan Current Affairs MCQs 2017. Pakistan Current Affairs sample test and practice questions for job Test. Current Affairs of Pakistan, f...
-
1. Battle of plasssey fought in?1757 2. Quaid-e- Azam resigned from Congress in? 1920 3. Quaid-e-Azam joined Muslim League in?1913 4. Wh...
-
SPS - Special Pay Scales in Pakistan SPS (Special Pay Scales ) are implemented in some federal government departments of Pak...