URDU soled MCQS PAPER
21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
23-Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?
8
24-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
25-Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6
26-Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4
27-Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi
28-Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th
29-"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
30-Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971
31-Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)
32-Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri
33-Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji
34-chand ham aser mash'hoor adeebon k____hain
khaakay
35-_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib
36-______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi
37-_____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam
38-Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3
39-Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.